
1000 Saal Ka Badla
Karan Mehta 1000 saalon tak ek hi din ke time loop mein fasa raha. Usi ek din mein usne aisi fighting skills aur contacts bana liye the, jinhe haasil karna kisi aam insaan ke liye namumkin tha. Lekin woh apni maa ke kaatilon—sauteli maa Kamini, uske bete Ravi aur mastermind Mahesh Modi—se badla nahi le paaya. Duniya ki nazron mein woh ek spoiled brat ban chuka tha. Phir ek din woh us jaal se azaad ho gaya… par kya azaadi ke baad woh apna badla le paaya, ya kisi naye khel mein phas gaya?










